Samay Ka Pahiya Chalta Hai by Hariharan, Sukhwinder Singh song Lyrics and video
Artist: | Hariharan, Sukhwinder Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani |
Lyricist: | Javed Akhtar |
Label: | T-Series |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Samay Ka Pahiya Chalta Hai lyrics, the song is sung by Hariharan, Sukhwinder Singh from Bhoothnath (2008). The music of Samay Ka Pahiya Chalta Hai Sad track is composed by Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani while the lyrics are penned by Javed Akhtar. Krodh ke bojh ko mann pe uthaye Kaahe chalta hai prani Kshama jo shatru ko bhi kar de Wahi mukt hai wahi gyani atozlyric.com Samay ka pahiya chalta hai Din dhalta hai raat aati hai Raat me jab ek chhota sa Nanha sa dipak jalta hai Uski zara si jyot sahi par dur se Usko dekh koi barso ka musafir Girte girte sambhalta hai Samay ka pahiya chalta hai Din dhalta hai raat aati hai Raat me jab ek chhota sa Nanha sa dipak jalta hai Uski zara si jyot sahi par dur se Usko dekh koi barso ka musafir Girte girte sambhalta hai Samay ka pahiya chalta hai Din dhalta hai raat aati hai Maine jaate jaate jaana Kaun hai apna kaun paraya Maine jaate jaate jaana Kaun hai apna kaun paraya Bas tu hi mera apna hai Bas tune pyar nibhaya Kaam krodh aur lobh Main taj kar ja sakta hu Tujhko chahu bhi to main Kaise bhula sakta hu Tera pyar bhi ek bandhan hai Tu hi bata kya main mukti pa sakta hu Tu nahi janta tu mera ab hai kya Tujhko hu dekhta To dil kaise pighalta hai Samay ka pahiya chalta hai Din dhalta hai raat aati hai Din me soya raat aayi to Ab jaaga soya kab tha Din me soya raat aayi to Ab jaaga soya kab tha Ab kya suraj dhundhe pagale Dub gaya suraj kab ka Barso pehle jo thi ik nadi pyar ki Beh gayi wo nadi haath Ab tu kya malata hai Samay ka pahiya chalta hai Din dhalta hai raat aati hai Raat me jab ek chhota sa Nanha sa dipak jalta hai Uski zarasi jyot sahi par dur se Usko dekh koi barso ka musafir Girte girte sambhalta hai Samay ka pahiya chalta hai Din dhalta hai raat aati hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Samay Ka Pahiya Chalta Hai lyrics in Hindi by Hariharan, Sukhwinder Singh, music by Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.