Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana by Mohammed Rafi, Shamshad Begum song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Shamshad Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
Lyricist: | Qamar Jalalabadi |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Chhoti Bhabbi (1950). Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana Romantic soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Qamar Jalalabadi. Ladka aur ladki mile pyar ka gaana atozlyric.com Idhar jawani udhar jawani Ban gayi ek kahani Ho tera mera pyar ho gaya Tu raja main rani Ho tera mera pyar ho gaya Ho tera mera pyar ho gaya Idhar jawani udhar jawani Ban gayi ek kahani Ho tera mera pyar ho gaya Tu raja main rani Ho tera mera pyar ho gaya Ho tera mera pyar ho gaya Birah ne hame juda kar diya Judai ka gana Has has ke pada rona Haye has has ke pada rona Takdir mein likha tha Haye milke juda hona Juda hona Barbad tamanna hai haye Barbad tamanna hai O dekh le diwane Bedard ye duniya hai Bedard ye duniya hai Haste rahe sab duniya wale Roti rahi jawani Ho tera mera pyar ho gaya Tu raja main rani Ho tera mera pyar ho gaya Ho tera mera pyar ho gaya Villon ko police ne pakad liya Ladke aur ladki ki shadi ho gayi Shadi ka gana Jawani ki raat hai Mohabbat ki baat hai Jawani ki raat hai Jawani ki raat hai Mohabbat ki baat hai Mohabbat ki baat hai Piya mere sath hai Piya mere sath hai Hatho mein hath hai Hatho mein hath hai Suno suno aye duniya walo Ye hai filmi kahani Ho tera mera pyar ho gaya Tu raja main rani Ho tera mera pyar ho gaya Ho tera mera pyar ho gaya Idhar jawani udhar jawani Ban gayi ek kahani Ho tera mera pyar ho gaya Tu raja main rani Ho tera mera pyar ho gaya Ho tera mera pyar ho gaya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Shamshad Begum, music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.