Jahan Jahan Khayal Jata Hai by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Omkar Prasad Nayyar
Lyricist:Sahir Ludhianvi
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jahan Jahan Khayal Jata Hai lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi from Bade Sarkar (1957). The music of Jahan Jahan Khayal Jata Hai Romantic track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Jaha jaha khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Zulfe hai ke reshami ghataye hai
Aak hai ke manchali sadaye hai
Zulfe hai ke reshami ghataye hai
Aak haike manchali sadaye hai
Hoth hai ke patiya
Aaj khile gulab ki
Jism ki hade hai ya
Ke bastiya hai khab ki
Jaha jaha khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Jaha jaha khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
atozlyric.com
Mera har singar hai tere liye
Husan ki bahar hai tere lia
Mera har singar hai tere liye
Husan ki bahar hai tere lia
Teri har najar pe meri har
Ada nisar hai
Tere hi liye ye meri
Dhadkano ka har hai
Teri har najar pe
Meri har ada nisar hai
Tere hi liye ye meri
Dhadkano ka har hai
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jahan Jahan Khayal Jata Hai lyrics in Hindi by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.