Kasam by Arijit Singh song Lyrics and video

Artist:Arijit Singh
Album: Single
Music:Jeet Ganguly
Lyricist:Rashmi Virag
Label:Zee Music Company
Genre:Love
Release:2020-03-05

Lyrics (English)

Kasam tumhein kahin nahi jaaon
Dheere dheere chalo kareeb aaon
Kasam tumhein kahin nahi jaaon
Hmm dheere dheere chalo kareeb aaon
Ye dooriyan kuch kam karo
Dhadkan meri sunte raho
Kasam tumhein kahin nahi jaaon
Hmm dheere dheere chalo kareeb aaon
Teri dono baahon mein uljha rahoon
Teri dono aankhon mein khoya rahoon
Mujhe teri mehek ne paagal kiya
Tumhi kaho bhala main ab kya karoon
Sahi galat mujhe na samjhaaon
O kasam tumhein kahin nahi jaaon
atozlyric.com
Baarishon ki baaton mein aana nahin
Mere siwa kahin tum jaana nahin
Saari umar mere sang bheegna
Mujhe tere bina ab rehna nahin
Ho sake toh yahin pe reh jaaon
Hmm kasam tumhein kahin nahi jaaon
Ye dooriyan kuch kam karo
Dhadkan meri sunte raho
Kasam tumhein kahin nahi jaaon
Hmm dheere dheere chalo kareeb aaon.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Lyrics (Hindi)

Kasam lyrics, कसम the song is sung by Arijit Singh from Babloo Bachelor (2020). The music of Kasam Love track is composed by Jeet Ganguly while the lyrics are penned by Rashmi Virag.
कसम तुम्हें कहीं नहीं जाओ
धीरे धीरे चलो करीब आओ
कसम तुम्हें कहीं नहीं जाओ
हम्म धीरे धीरे चलो करीब आओ
ये दूरियां कुछ कम करो
धड़कन मेरी सुनते रहो
कसम तुम्हें कहीं नहीं जाओ
हम्म धीरे धीरे चलो करीब आओ
तेरी दोनों बाहों में उलझा रहूँ
तेरी दोनों आँखों में खोया रहूँ
मुझे तेरी महक ने पागल किया
तुम ही कहो भला मैं अब क्या करूँ..
सही गलत मुझे न समझाओ
ओ कसम तुम्हें कहीं नहीं जाओ..
भारतलिरिक्स.कॉम
बारिशों की बातों में आना नहीं
मेरे सिवा कहीं तुम जाना नहीं
सारी उम्र मेरे संग भीगना
मुझे तेरे बिना अब रहना नहीं..
हो सके तो यहीं पे रह जाओ
हम्म.. कसम तुम्हें कहीं नहीं जाओ..
ये दूरियां कुछ कम करो
धड़कन मेरी सुनते रहो
कसम तुम्हें कहीं नहीं जाओ
हम्म धीरे धीरे चलो करीब आओ..

About: Kasam lyrics in Hindi by Arijit Singh, music by Jeet Ganguly. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.