Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka by S. P. Balasubrahmanyam song Lyrics and video
Artist: | S. P. Balasubrahmanyam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | KMI |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka lyrics, the song is sung by S. P. Balasubrahmanyam from Angaar (1992). The music of Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka Motivational track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Mushkil mein hain kaun kisika Samjho is raaz ko Mushkil mein hain kaun kisika Samjho is raaz ko Lekar apna naam kabhi Tum khud ko awaz do Mushkil mein hain kaun kisika Samjho is raaz ko Lekar apna naam kabhi Tum khud ko awaz do Mushkil mein hai kaun kisika Jeene ka na shok rahe to Kya rakha hain jeene mein Jeene ka na shok rahe to Kya rakha hain jeene mein Ek kaidi ki tarah pada hai Kab se yeh dil sine mein Pinjare ka darwaja todo Panchhi ko parwaz do Lekar apna naam kabhi tum Khud ko awaaz do Mushkil mein hai kaun kisi ka Samjho is raaz ko Mushkil mein hain kaun kisi ka atozlyric.com Dosto yeh zindagi Ek imathan hain Dosto yeh zindagi Ek imathan hain O jeene walo zindagi Ko ek andaaz do Jeena to mushkil hai Marana asan hain Lekar apna naam kabhi Tum khud ko awaz do Mushkil mein hai kaun kisika Samjho is raaz ko Mushkil mein hai kaun kisika Samjho is raaz ko Aur nahin to kaam se kam Itni to taklif karo Logo ki tareefo mein Kabhi apni bhi tareef karo Sabse to tum khush ho Apne aap se kyun naraaz ho Lekar apna naam kabhi tum Khud ko awaz do Mushkil mein hain kaun kisi ka Samjho is raaz ko Lekar apna naam kabhi tum Khud ko awaz do. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka lyrics in Hindi by S. P. Balasubrahmanyam, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.