Gardish (Title) by Karavan (Band) song Lyrics and video
Artist: | Karavan (Band) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Karavan (Band) |
Lyricist: | Karavan (Band) |
Label: | |
Genre: | |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Gardish (Title) lyrics, the song is sung by Karavan (Band) from Gardish (2002). Gardish (Title) soundtrack was composed by Karavan (Band) with lyrics written by Karavan (Band). Pal main pana Pal main khona hai Khona hai Dheeray dheeray ab to rona hai Rona hai Kya bedari hai kya sona hai Sona hai Ho jaye woh jo bhi Hona hai hona hai Isi gardishe mahosaal main Kabhi aa milo kisi haal main Isi gardishe mahosaal main Kabhi aa milo kisi haal main Bari aas hai bari pyaas hai Dekho to sahi Mera dil abhi meray paas hai Dekho to sahi Had seh agaya jaaon kaise main Kaise main Saya saya chahoon kaise main Kaise main Tum seh milnay aaon kaise main Kaise main Apni manzil paaon kaise main Kaise main Isi gardishe mahosaal main Kabhi aa milo kisi haal main Isi gardishe mahosaal main Kabhi aa milo kisi haal main Bari aas hai bari pyaas hai Dekho to sahi Mera dil abhi meray paas hai Dekho to sahi Dil ki tanhai hai kya Ghum ki shehnai hai kya Hum ko taqdeer nai zanjeer Yeh pehnai hai kya Aankhon ka pani hai kya Bheegi qurbani hai kya Pyar hi na janey dil ki Tanhai tanhai hai kya Dil ki veerani hai kya Itni hairani hai kya Ab to har saans hi dushwaar hai Asanihai kya atozlyric.com Jeena bai manay hai kya Duniya anjani hai kya Pyar hi na janey dil ki veerani veerani Hai kia Pyar hi na janey janey Pyar hi na janey janey Pyar hi na janey na janey na Janey janey janey Pyar hi na janey janey Pyar hi na janey janey Pyar hi na janey na janey na Janey janey janey Na janey janey Na janey janey Aaaaaaa na janey Karavan seh milay karavan Manziloon ki taraf ho ravan Karavan seh milay karavan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Gardish (Title) lyrics in Hindi by Karavan (Band), music by Karavan (Band). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.