Zindagi Ka Na Yun Gila Karna by Sadhana Sargam song Lyrics and video
Artist: | Sadhana Sargam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Dinesh Arjuna |
Lyricist: | Dilip Pandharpatte (Rind) |
Label: | Universal Music India |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Zindagi Ka Na Yun Gila Karna lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Open Heart: Dil Ki Baat (2015). The music of Zindagi Ka Na Yun Gila Karna Ghazal track is composed by Dinesh Arjuna while the lyrics are penned by Dilip Pandharpatte (Rind). In siyaah gali o mein saath saath aata hai Kaun hai jo raahon mein batiyan jalata hai Rind ki adao ki sirf rind hi samjhe Rind ki adao ki sirf rind hi samjhe Jab ghamo ki baat chale sirf muskurata hai Zindagi ka na yun gila karna Zindagi ka na yun gila karna Zindagi ka na yun gila karna Dard jaage toh has diya karna Dard jaage toh has diya karna Zindagi ka na yun gila karna Zindagi ka na yun gila karna Pyaar gairon se tum karo lekin Pyaar gairon se tum karo lekin Pyaar gairon se tum karo lekin Pyaar gairon se tum karo lekin Baat hum se bhi kuchh kiya karna Baat hum se bhi kuchh kiya karna Dard jaage toh has diya karna Dard jaage toh has diya karna Zindagi ka na yun gila karna Zindagi ka na yun gila karna Manzile zindagi mile na mile Manzile zindagi mile na mile Manzile zindagi mile na mile Manzile zindagi mile na mile Dosti raah se kiya karna Dosti raah se kiya karna Dard jaage toh has diya karna Dard jaage toh has diya karna Zindagi ka na yun gila karna Zindagi ka na yun gila karna atozlyric.com Aadatan woh sitam hai dhaayega Aadatan woh sitam hai dhaayega Aadatan woh sitam hai dhaayega Aadatan woh sitam hai dhaayega Aadatan tum bhi seh liya karna Aadatan tum bhi seh liya karna Dard jaage toh has diya karna Dard jaage toh has diya karna Zindagi ka na yun gila karna Zindagi ka na yun gila karna Jab sharaabi bhi bekhumaar lage Jab sharaabi bhi bekhumaar lage Jab sharaabi bhi bekhumaar lage Jab sharaabi bhi bekhumaar lage Rind ke sher kuch padha karna Rind ke sher kuch padha karna Dard jaage toh has diya karna Dard jaage toh has diya karna Zindagi ka na yun gila karna Zindagi ka na yun gila karna. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zindagi Ka Na Yun Gila Karna lyrics in Hindi by Sadhana Sargam, music by Dinesh Arjuna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.