Aaj Mere Qatil Ki by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Tips Music |
Genre: | Mujra |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aaj Mere Qatil Ki lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Zahreelay (1990). The music of Aaj Mere Qatil Ki Mujra track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri. Ye aankho ki masti ye bato ka jadu Sambhal ja mere dil kaha kho gaya tu Labo par tapasum Bagal mein chhuri hain Labo par tapasum Bagal mein chhuri hain Aaj mere qatil ki niyat buri hain Aaj mere qatil ki niyat buri hain Labo par tapasum Bagal mein chhuri hain Aaj mere ho ho Aaj mere qatil ki niyat buri hain Aaj mere qatil ki niyat buri hain Dekhe dal ke bal mathe pe Kitne tan ke sanam baithe hain Hain zaroor aaj kisi se bigdi Ke jo yun banke sanam baithe hain Samjh lo ke bijli Samjh lo ke bijli kahi par giri hain Aaj mere ha ha Aaj mere qatil ki niyat buri hain Aaj mere qatil ki niyat buri hain Aaye jo aaj meri mahfil mein Wo jara hosh mein chalkar aaye Raat mein kaun kise pahchane Log hai chehre badal kar aaye Ke tewar hain badle Ke tewar hain badle Nazar bhi phiri hain Aaj mere ha ha Aaj mere qatil ki niyat buri hain Aaj mere qatil ki niyat buri hain atozlyric.com Mahfil se teri jaunga kaha Deewana tera he yar hoon main Pathar hoon magar aye jane jaha Dilbar ke liye dildar hoon main Aur chahu to phir duniya ke liye Ek chalti huyi talwar hoon main Yaha jo bhi aaye Yaha jo bhi aaye adab se wo baithe Nahi to wo gardan hain Aur ye chhuri hain Aaj mere qatil ki niyat buri hain Aaj mere qatil ki niyat buri hain Labo par tapasum Bagal mein chhuri hain Aaj mere ho ho Aaj mere qatil ki niyat buri hain Aaj mere qatil ki niyat buri hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaj Mere Qatil Ki lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.