Nashili Bahot Hai by Pamela Singh song Lyrics and video
Artist: | Pamela Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pamela Singh |
Lyricist: | |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Nashili Bahot Hai lyrics, the song is sung by Pamela Singh from Rehguzar (2001). The music of Nashili Bahot Hai Ghazal track is composed by Pamela Singh while the lyrics are penned by . Nashili bahot hai sharaabe mohabbat Nasha sokh aankhon se chhalikyega Nashili bahot hai sharaabe mohabbat Nasha sokh aankhon se chhalikyega Sitam gar peene peelane ka mosam Nazar se humein bhi peela jaiyega Mehekta huaa khubsoorat samma hain Dhadkate dil o mein mohobbat jawan hain Mehekta huaa khubsoorat samma hain Dhadkate dil o mein mohobbat jawan hain Tabasoom ke sokhi se jaane bahara Ghadi do ghadi phool barsaiyega Tabasoom ke sokhi se jaane bahara Ghadi do ghadi phool barsaiyega Muqaddar pe jee bhar ke aansu bahaloon Shikasta mohabbat pe matam mana loon Muqaddar pe jee bhar ke aansu bahaloon Shikasta mohabbat pe matam mana loon Daba loon zara dard e dil ki kasak ko Bade shok se phir chale jaaiyega Daba loon zara dard e dil ki kasak ko Bade shok se phir chale jaaiyega Sitam tuta hain jab kabhi zindagi bhar Zamana hasa hain sadda bekashi par Sitam tuta hain jab kabhi zindagi bhar Zamana hasa hain sadda bekashi par Mere pyaar mein bebasi dekhane ka Zara aap bhi sokha farmaiyega Mere pyaar mein bebasi dekhane ka Zara aap bhi sokha farmaiyega atozlyric.com Mere saath saahil do aansu bahakar Mere aarzoo ki chitta ko jalakar Mere saath saahil do aansu bahakar Mere aarzoo ki chitta ko jalakar Mere lashe dil ko thikane laga kar Bade sokha se phir chale jaaiyega Mere lashe dil ko thikane laga kar Bade sokha se phir chale jaaiyega Nashili bahot hai sharaabe mohabbat Nasha sokh aankhon se chhalikyega Sitam gar peene peelane ka mosam Nazar se humein bhi peela jaiyega Nashili bahot hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nashili Bahot Hai lyrics in Hindi by Pamela Singh, music by Pamela Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.