Baat Yeh Kaisi Keh Di Zalim by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rajesh Roshan |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Baat Yeh Kaisi Keh Di Zalim lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Mama Bhanja (1977). The music of Baat Yeh Kaisi Keh Di Zalim Playful track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Rajendra Krishan. Husn maange ya koi meri jawani mange Magne wala to har raat suhani mange Meri surat ke talbdar kya jana Ke mera mara hua duniya Mein na paani mange Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya Pehle pal mein paas bulaya Duje pal mein dur kiya Pehle pal mein paas bulaya Duje pal mein dur kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya Dil ko na tu tod jaani Saath na tu chhod jaani Hotho ke jaam de de Badle mein jaan le le Teri gali mein meri zindagi ki sham ho Aakhri saans mein tera hi naam ho Tera dewan hun mein Haa wo prwana hun mein Jalke rahunga main phir yeh kahunga Haath se tere zeher ka pyala Jaa peena manzoor kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya atozlyric.com Meri gali marne wale Pyar ka dawa karne wale Aate rahe hai ji jaate rahe hai Jhooti kasme khate rahe hai Pyar ka dokha kaisi yaari Jaan meri jo sabko hai pyari Husn ne taane de ke hamesha Ishq ka shisha choor kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya Pehle pal mein paas bulaya Duje pal mein dur kiya Pehle pal mein paas bulaya Duje pal mein dur kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya Baat yeh kaisi keh di zalim Marne pe majboor kiya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Baat Yeh Kaisi Keh Di Zalim lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Rajesh Roshan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.