Jeevan Ek Sanghursh Hain by Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Javed Akhtar |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jeevan Ek Sanghursh Hain lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz from Jeevan Ek Sanghursh (1990). The music of Jeevan Ek Sanghursh Hain Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Javed Akhtar. Samay ka dariya bahata jaye Samay ka dariya bahata jaye Bahte bahte kahta jaye Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Apni badnamiyo ke saye mein Roz jita hu roz marta hoon Tum mujhe bhul gayi ho Lekin main tumhe Ab bhi yaad karta hoon Main tumhe ab bhi Yaad karta hoon Dil kab tak ye sahta jaye Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jinhe ek pal ko mai nahi bhula Pana chaha sada jinhe phir se Jinki yado ko pujta mai raha Paya aur kho diya unhe phir se Paya aur kho diya unhe phir se Aansu kyu na bahta jaye Jeevan ek sangharsh Jeevan ek sangharsh Samay ka dariya bahata jaye Bahte bahte kahta jaye Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain atozlyric.com Is tarha jeene pe majbur huye Jisko chaha usi se dur huye Humne pyar ke jo dekhe sapne Sare shishe ki tarha chur huye Chur huye Gam ka lawa bahta jaye Jeevan ek sangharsh Jeevan ek sangharsh Samay ka dariya bahata jaye Bahte bahte kahta jaye Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain Jeevan ek sangharsh hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jeevan Ek Sanghursh Hain lyrics in Hindi by Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.