Nafrat Ki Ek Hi Thoka by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaidev Verma |
Lyricist: | Balkavi Bairagi |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Nafrat Ki Ek Hi Thoka lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Reshma Aur Shera (1972). Nafrat Ki Ek Hi Thoka Sad soundtrack was composed by Jaidev Verma with lyrics written by Balkavi Bairagi. Jise banaya tha data ne Dharti ka wardan re Jise banaya tha mali ne Sach much hi insan re Nafrat ki ek hi thokar ne Ye kya se kya kar dala re Ye kya se kya kar dala re Kya se kya kar dala Apne hi lahu ka pyasa hai Apne hi lahu ka pyasa hai Nafrat ko mitane wala re Nafrat ko mitane wala re Kya se kya kar dala Nafrat ki ek hi thokar ne Makhan ki rah jiska man tha Fagun ki tarah jo khilta tha Sawan ki tarah jo chalta tha Badal se lipattakar milta tha Barud ne aise fariste ko Barud ne ha fariste ko Rang dala kitna kala re Rang dala kitna kala re Kya se kya kar dala Nafrat ki ek hi thokar ne Ye apna paraya bhul gaya Ye apna paraya bhul gaya Bas khun ki holi yaad rahi Ise khun ki holi yaad rahi Dulhan ka dola bhul gaya Dulhan ka dola bhul gaya Bas maut ki doli yaad rahi Ise bas maut ki doli yaad rahi Avtaar fariste bhul gaya Avtaar fariste bhul gaya Nafrat ko mitane wala re Nafrat ko mitane wala re Kya se kya kar dala Nafrat ki ek hi thokar ne atozlyric.com Insan ke yahi karte war hai to Pyar ka akhir kya hoga Insan pe dharti mata ke Upkar ka akhir kya hoga Ab kaun hai malik tere siwa Ab kaun hai malik tere siwa Is dunia ka rakhwala re Is dunia ka rakhwala re Dunia ka rakhwala re Nafrat ki ek hi thokar ne Ye kya se kya kar dala re Kya se kya kar dala re Kya se kya kar dala Nafrat ki ek hi thokar ne. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nafrat Ki Ek Hi Thoka lyrics in Hindi by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Jaidev Verma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.