Khushi Ka Zamaana Gaya by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Label:Saregama
Genre:Sad
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Khushi Ka Zamaana Gaya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Chhoti Bhabbi (1950). The music of Khushi Ka Zamaana Gaya Sad track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Jisne hamen juda kiya
Qismat uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Ek hai nishaani teri
Yaad uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
atozlyric.com
Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ek hai majboori meri
Farz uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Khushi Ka Zamaana Gaya lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.