Shayar To Nahi by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta |
Lyricist: | Naqsh Lyallpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Shayar To Nahi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Insaaf Ka Mandir (1969). Shayar To Nahi Romantic soundtrack was composed by Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta with lyrics written by Naqsh Lyallpuri. Shayar to nahi hu lekin Shayar to nahi hu lekin Shayar ki nazar payi hai Wo baat kahe deta hu Jo baat nazar aayi hai Shayar to nahi hu lekin Sawan tere rup ki masti Badal teri zulf ka saya Tere hotho ki muskane Phoolo ka hai sharmaya Ye chand ka ghatna badna Teri hi to angdayi hai Wo baat kahe deta hu Jo baat nazar aayi hai Shayar to nahi hu lekin atozlyric.com Tere bol hai mithe nagme Khamoshi rangin fasana Jagi jagi si palko mein Khawab hai koi deewana Kadmo mein haya ne tere Zanzir si pehnayi hai Wo baat kahe deta hu Jo baat nazar aayi hai Shayar to nahi hu lekin Chehara jaise nur ka dariya Aanchal hai ek bahta dhara Aaj meri nazro mein jaise Jannat ka hai nazara Kya husn mila hai tujhko Kya tune ada payi hai Wo baat kahe deta hu Jo baat nazar aayi hai Shayar to nahi hu lekin Shayar ki nazar payi hai Wo baat kahe deta hu Jo baat nazar aayi hai Shayar to nahi hu lekin. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Shayar To Nahi lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.