Aa Ki Ab Aata Nahi by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Roshanlal Nagrath (Roshan)
Lyricist:Tanvir Naqvi
Label:Music Master
Genre:Sad
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Aa Ki Ab Aata Nahi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Mehbooba (1954). Aa Ki Ab Aata Nahi Sad soundtrack was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) with lyrics written by Tanvir Naqvi.
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Rah takte thak gaya hai intzar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
atozlyric.com
Kis kadar bechain hai dunia meri
Kis kadar bechain hai dunia meri
Dil ki hai dhadkan me hai ahat teri
Aa ab mai ho rahu mai bekarar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Dil sadaye de raha hai tu kaha
Dil sadaye de raha hai tu kaha
Muntzir ho chand tare aasma
Ye hawaye ye fizaye ye bahar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Sath tere wo hasi rate gayi
Sath tere wo hasi rate gayi
Pyar ki rangin mulakate gayi
Raha gaya hai dard dil kisi yadgar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Rah takte thak gaya hai intzar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aa Ki Ab Aata Nahi lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Roshanlal Nagrath (Roshan). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.