Dekhiye Aaj Mehfil Mein by Jaani Babu Qawwal song Lyrics and video
Artist: | Jaani Babu Qawwal |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jitin Shyam |
Lyricist: | Aish Kanwal |
Label: | Saregama |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Dekhiye Aaj Mehfil Mein lyrics, the song is sung by Jaani Babu Qawwal from Abu Kaliya (1990). The music of Dekhiye Aaj Mehfil Mein Qawwali track is composed by Jitin Shyam while the lyrics are penned by Aish Kanwal. Dekhiye aaj mehfil mein Hum to hoke bindas Aaye huye hain Dekhiye aaj mehfil mein Hum to hoke bindas Aaye huye hain Leke jayenge apni Dulhaniya dulhaniya Leke jayenge apni dulhaniya Saath barat laye huye hain Saath barat laye huye hain Saath barat laye huye hain Leke jayenge apni dulhaniya Aakhari waqt hain fikar dil ko Ab janaja uthega yeh kaise Aakhari waqt hain fikar dil ko Ab janaja uthega yeh kaise Ab janaja uthega yeh kaise Jitne aaye hain maiyat mein meri Yeh jitne aaye hain maiyat mein meri Sab ke sab hi lagaye huye hain Sab ke sab hi lagaye huye hain Sab ke sab hi lagaye huye hain Jitne aaye hai maiyat mein meri atozlyric.com Mere dil ki tasalli ki khatir Usne tasid se keh kar yeh bheja Mere dil ki tasalli ki khatir Usne tasid se keh kar yeh bheja Usne tasid se keh kar yeh bheja Ke teri mehfil mein kal aayenge hum Teri mehfil mein kal aayenge hum Aaj mahendi lagaye huye hain Aaj mahendi lagaye huye hain Aaj mahendi lagaye huye hain Ke teri mehfil mein Kal aayenge hum Aaj kal seh ko pandit ki baate Tauba tauba are tauba Aaj kal seh ko pandit ki baate Tauba tauba are tauba Tauba tauba are tauba Kaun ungali uthayega in par Kaun ungali uthayega in par Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Kaun ungali uthayega in par Tauba tauba are tauba tauba Tauba tauba are tauba tauba Tauba tauba are tauba tauba Tauba tauba are tauba tauba Tauba tauba are tauba tauba Tauba tauba are tauba tauba Tumne daulat ke liye Becha hain iman yaha Yeh nahin socha ke Do din ke hai mehman yaha Sano saukat ke liye Muft mein tum marte ho Maut ko bhul ke kyu Zulmo sitam karte ho Zulm phir zulm hain Sar chad ke sadaye dega Tumko iss daur ka Kanun sajaye dega Garm asko se hai labrej Kahi jaamo subah Tumne bhar rakha Tijori mein garibo ka lahu Aaj mahelo mein zara Aag laga kar dekho Chandi sone ki salakho Ko tabah kar dekho In se tapkega garibo ka Lahu yaad rahe Tum iss jaha ke sada Hotho pe fariyad rahe Ab yeh fariyad uthi Laher ka toofan ban kar Aur koi chattan isse Rok na payegi magar Har sitam ghar ke Mukabil mein hai aakar thehra Chhin kar fek diya Jayega nakli chehra Diye mandir wo masjid Ke hakdar dekho Bane aake mehfil mein Makar dekho Hai chehro pe inke Sharafat ka gaja Magar zakhm dete hain Har waqt taza Yeh ghar ke pujari Yeh dhan ke hai lobhi Yeh sunte hai matlab Ki ho baat jo bhi Yeh hauwa ki aulad Seeta ke bete Fakat apni baaho mein Daulat lapete Yeh kya hai inhe Log kam jante hain Yeh gadar hain Inko hum jante hain Hakikat hain kya Inki hum bolte hain Bharam inki baato Ka hum kholte hain Watan mein jo Gadar hai inke jaise Samaj aise dushman Ko chhodega kaise Jo mauka mile to Watan bech dale Watan bech dale Watan bech dale Jo mauka mile to Jo mauka mile to Watan bech dale Yeh murdo ke tan Ka kafan bech dale Kafan bech dale Kafan bech dale Yeh murdo ke tan Ka kafan bech dale Are kaun ungali Uthayega in par Ab kaun ungali Uthayega in par Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain Yeh to ganga nahaye huye hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dekhiye Aaj Mehfil Mein lyrics in Hindi by Jaani Babu Qawwal, music by Jitin Shyam. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.