Aaja Nigahon Mein Aaja by Krishna Goyal song Lyrics and video

Artist:Krishna Goyal
Album: Single
Music:Vasant Desai
Lyricist:Shams Lucknowi
Label:Saregama
Genre:Happy
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Aaja Nigahon Mein Aaja lyrics, the song is sung by Krishna Goyal from Dahej (1950). Aaja Nigahon Mein Aaja Happy soundtrack was composed by Vasant Desai with lyrics written by Shams Lakhnavi.
Hmm hmm hmm
Aa aa, aajaa
Nigaahon mein, aajaa
Aaja nigahon mein aaja
Aa, aajaa khayaalon mein aaja
Phir ek jhalak dikha jaa
Phir ek jhalak dikhaa jaa
Aaja, aaja nigahon mein aaja
Meri subah ka sooraj ban jaa
Meri subah ka sooraj ban jaa
Meri raat ki sajdhaj ban jaa
Meri raat ki sajdhaj ban jaa
Prem ki nagri basaa jaa
Nayi prem ki nagri basaa jaa
Aaja, aaja nigahon mein aaja
atozlyric.com
Kismat mein tu sitaaraa ho jaa
Kismat mein tu sitaaraa ho jaa
Bijli ka sharaaraa ho jaa
Bijli ka sharaaraa ho jaa
Rag rag mein aag laga jaa
Tu rag rag mein aag laga jaa
Aaja, aaja nigahon mein aaja
Mere dil ki dhadkan ban jaa ban jaa
Mere dil ki dhadkan ban jaa
Mere dard ki uljhan ban jaa
Mere dard ki uljhan ban jaa
Saansein ban ke samaa jaa
Tu saansen ban ke samaa jaa aaja
Aaja nigahon mein aaja
Aa aaja khayaalon mein aaja.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aaja Nigahon Mein Aaja lyrics in Hindi by Krishna Goyal, music by Vasant Desai. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.