Chaal Apni by Hamsika Iyer, Hrishikesh Lamrekar song Lyrics and video
Artist: | Hamsika Iyer, Hrishikesh Lamrekar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Uday Mazumdar |
Lyricist: | Rakesh Kumar (Kumaar) |
Label: | Big Music |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Chaal Apni lyrics, the song is sung by Hamsika Iyer, Hrishikesh Lamrekar from Sikandar (2009). The music of Chaal Apni Happy track is composed by Uday Mazumdar while the lyrics are penned by Rakesh Kumar (Kumaar). Chaal apani, baadalon ki chaal hai Taal apani, jharnon ki taal hai Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Chaal apani, baadalon ki chaal hai Taal apani, jharnon ki taal hai Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Haath se thaam le Baarishein leharon ko hum Rangon ki dor se Baandh le saare mausam Raaste bhi ga rahe hai, Ansuni koyi sargam Raaste bhi ga rahe hai, Ansuni koyi sargam Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Chaal apani, baadalon ki chaal hai Taal apani, jharnon ki taal hai atozlyric.com Aaj ke baad ho bass Ujaalon ki baatein Din kabhi na dhale Suraji ho sab raatein Na mile hum aansuo se, Ho khushi se mulaakaatein Na mile hum aansuo se, Ho khushi se mulaakaatein Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Chaal apani, baadalon ki chaal hai Taal apani, jharnon ki taal hai Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Pairon ko udaan lagi, Chhune aasmaan lagi Kahaan le chali hai hawa Chaal apani. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chaal Apni lyrics in Hindi by Hamsika Iyer, Hrishikesh Lamrekar, music by Uday Mazumdar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.