Zara Kothe Pe Aa Jana by Kavita Krishnamurthy song Lyrics and video
Artist: | Kavita Krishnamurthy |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav |
Lyricist: | Sameer |
Label: | Saregama |
Genre: | Dance, Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Zara Kothe Pe Aa Jana lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy from Qaid Mein Hai Bulbul (1992). The music of Zara Kothe Pe Aa Jana Dance, Playful track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer. Hakim tara chand zara kothe pe aana Hakim tara chand zara kothe pe aana Rupaiye dedo panjh zara kothe pe aana Kya dard hain aur kahan dard hain Kya dard hain aur kahan dard hain Mushkil hain logo ke aage batana Hakim tara chand zara kothe pe aana Pahle nahin meri halat thi aisi Pahle nahin meri haye dayya Pahle nahin meri halat thi aisi Bago mein udti thi bulbul ke jaisi Bago mein udti thi bulbul ke jaisi Ghar walo ne mujhpe pahra lagaya Meri samjh mein to kuch bhi na aaya Pinjare mein huyi band zara kothe pe aana Hakim tara chand zara kothe pe aana Rupaiye dedo panjh zara kothe pe aana atozlyric.com Khwabo khyalo mein aata hain koi Khwabo khyalo mein Khwabo khyalo mein aata hain koi Raato ki neende churata hain koi Raato ki neende churata hain koi Mera bhi dil ab dhadkane laga hain Jane kya shola bhadkane laga hain Koi aa gaya pasand zara kothe pe aana Hakim tara chand zara kothe pe aana Rupaiye dedo panjh zara kothe pe aana Jeene na degi mujhe bekarari Jeene na degi haye ram Jeene na degi mujhe bekarari Jayegi kaise bhala yeh bimari Jayegi kaise bhala yeh bimari Goli do tum chahe suyi lagao Kaise bhi yeh dard mera mitao Khilao kalakand zara kothe pe aana Hakim tara chand zara kothe pe aana Kya dard hain aur kaha dard hain Kya dard hain aur kaha dard hain Mushkil hai logo ke aage batana Hakim tara chand zara kothe pe aana Hakim tara chand zara kothe pe aana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zara Kothe Pe Aa Jana lyrics in Hindi by Kavita Krishnamurthy, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.