Kya Kahoon by Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jeetu, Tapan |
Lyricist: | Pandit K.Razdan |
Label: | Tips Music |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kya Kahoon lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Nazrana (2000). Kya Kahoon Love soundtrack was composed by Jeetu, Tapan with lyrics written by Pandit K.Razdan. Kya kahoon main tumhein Aur kya na kahoon Kya kahoon main tumhein Aur kya na kahoon Bhul kar bhi magar Bewafa na kahoon Bhul kar bhi magar Bewafa na kahoon Kya kahoon main tumhein Aur kya na kahoon Umra bhar main wafao ka kaidi raha Umra bhar main wafao ka kaidi raha Umra bhar main wafao ka kaidi raha Kya ise saadagi ki saza na kahoon Kya ise saadagi ki saza na kahoon Kya kahoon main tumhein Aur kya na kahoon atozlyric.com Rang kaala mehek pehali barsaat ki Rang kaala mehek pehali barsaat ki Rang kaala mehek pehali barsaat ki Main teri jhulf ko kyun ghata na kahoon Main teri jhulf ko kyun ghata na kahoon Kya kahoon main tumhein Aur kya na kahoon Mushkile aur badh jaayegi aaj ki Mushkile aur badh jaayegi aaj ki Mushkile aur badh jaayegi aaj ki Aadmi ko agar main khuda na kahoon Aadmi ko agar main khuda na kahoon Kya kahoon main tumhein Aur kya na kahoon Zindagi ek achhai de de mujhe Zindagi ek achhai de de mujhe Zindagi ek achhai de de mujhe Main kisi bhi bure ko bura na kahoon Main kisi bhi bure ko bura na kahoon Kya kahoon main tumhein Aur kya na kahoon Bhul kar bhi magar Bewafa na kahoon Bhul kar bhi magar Bewafa na kahoon Kya kahoon main tumhein Aur kya na kahoon. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kya Kahoon lyrics in Hindi by Kumar Sanu, music by Jeetu, Tapan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.