Meri Zindagi Main Aahte To Kuch by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Meri Zindagi Main Aahte To Kuch lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Kanyadaan (1968). Meri Zindagi Main Aahte To Kuch Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Unaki zulfe unake chehare Se hata sakta nahi Dil ki betaabi kisi surat Chhupaa sakta nahi Kitani dilakash hai muhabbat Ki javaan majaburiyaan Saamane mazil hai aur Paanv badhaa sakta nahi Meri zindagi main aahte To kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti Meri zindagi main aahte To kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti Yeh naseeb jag maga te Toh kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti Kai bar mil chuki hai Yeh hasin hasin nigahen Kai bar mil chuki hai Yeh hasin hasin nigahen Wohi bekariyan na Mili khushi ki rahen Mere dil se dil milate Toh kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti Meri zindagi main aahte To kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti Mujhe kya garaj kisise Hashen phool ya sitaren Mujhe kya garaj kisise Hashen phool ya sitaren Hai meri nazar me fikhe Ye jawan jawan nazare Agar aap muskurate Toh kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti Meri zindagi main aahte To kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti atozlyric.com Yeh khushi rahe salamat Yunhi jashan ho suhana Yeh khushi rahe salamat Yunhi jashan ho suhana Jise sun rahi hai duniya Mere dil ka hai tarana Mere saath tum bhi gaate Toh kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti Meri zindagi main aahte To kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti Yeh naseeb jag maga te Toh kuch aur baat hoti Toh kuch aur baat hoti. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Meri Zindagi Main Aahte To Kuch lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.