Ankhon Ne Mohabbat Mein by Mahendra Kapoor song Lyrics and video

Artist:Mahendra Kapoor
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Asad Bhopali
Label:Saregama
Genre:Love
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Ankhon Ne Mohabbat Mein lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Free Love (1974). Ankhon Ne Mohabbat Mein Love soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Asad Bhopali.
Ankhon ne mohabbat mein
Bada kam kiya hai
atozlyric.com
Ankhon ne mohabbat mein
Bada kam kiya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Ankhon ne mohabbat mein
Bada kam kiya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Gusse ki ada hoke mohabbat ke isare
Gusse ki ada hoke mohabbat ke isare
Har roj naye hote hai andaz tumhare
Har roz mujhe tumne naya naam diya
Har roz mujhe tumne naya naam diya
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Rehta hai tumhe dekh ke
Kuchh aisa nasha sa
Rehta hai tumhe dekh ke
Kuchh aisa nasha sa
Pyasa hu mager log samjhte hai piyasa
Na main to chhua hai na kabhi jam liya hai
Na main to chhua hai na kabhi jam liya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Ankhon ne mohabbat mein
Bada kam kiya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai
Kabhi paigam liya hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Ankhon Ne Mohabbat Mein lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.