Meri Jaan Meri Jaan by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Meri Jaan Meri Jaan lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Mere Huzoor (1968). Meri Jaan Meri Jaan Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Meri ja meri ja Meri ja apne aashik ko Satana kisse sikha hai Jo tum par jan de usko Mitana kisse sikha hai Suno ji suno ji suno ji Pichhe pichhe roz Aana kisse sikha hai Meri galiyo ke chakkar Roz lagana kisse sikha hai Meri ja meri ja meri ja Meri ja apne aashik ko Satana kisse sikha hai Jo tum par jan de usko Mitana kisse sikha hai atozlyric.com Ek din majnu mila tha Mujhko pipal gauv me Hath pakda or bithaya Mujhko thandi chhav me Ek din majnu mila tha Mujhko pipal gauv me Hath pakda or bithaya Mujhko thandi chhav me Bhar ke thandi sans Bola yar ke pichhe raho Mom ho jayega patthar Roz jo milte raho Tumhare tumhare tumhare Tumhare ghar ke chakkar Roz lagana usse sikha hai Tumhare ghar ke chakkar Roz lagana usse sikha hai Suno ji suno ji suno ji Pichhe pichhe roz Aana kisse sikha hai Meri galiyo ke chakkar roz Lagana kisse sikha hai Ek din laila mili Mujhko mina baag me Tham kar daman wo boli Chup ho kiski yad me Ek din laila mili Mujhko mina baag me Tham kar daman wo boli Chup ho kiski yad me Tum bhi aashik ko Satao bat meri man lo Jhutha aashik hai ke sacha jan lo Kasam se kasam se kasam se Kasam se aap jaiso ko Satana usse sikha hai Kasam se aap jaiso ko Satana usse sikha hai Meri ja meri ja Meri ja apne aashik ko Satana kisse sikha hai Jo tum par jan de usko Mitana kisse sikha hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Meri Jaan Meri Jaan lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.