Main Nahin Maanoonga by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Datta Naik |
Lyricist: | Sahir Ludhianvi |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Main Nahin Maanoonga lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Chandrakanta (1956). Main Nahin Maanoonga Playful soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Sahir Ludhianvi. Laakh baar dhikkaar hai tujh par O nirlaj insaan Jhuk gaya atyaachaar ke aage Tera dharm imaan atozlyric.com Main nahin maanoonga aa Main nahin maanoonga Maati ke putley ko bhagwaan aan Tum chaaho to kaayar ban kar Sah lo ye apmaan aan Main nahin maanoonga Jinko bal ka maan hai unse Kehdo ye jaakar ar Jinko bal ka maan hai unse Kehdo ye jaakar ar Kat sakta hai Jhuk nahin sakta Baaghi kavi ka sar Main karta hoon Aaj bhare bazaar mein ye ailaan aan Main nahin maanoonga Maati ke putley ko bhagwaan aan Tum chaaho to kaayar ban kar Sah lo ye apmaan aan Main nahin maanoonga Mera bhagwan wo hai Jiski rachnaa hai sansaar aar Mera bhagwan wo hai Jiski rachnaa hai sansaar Mera bhagwan wo hai Jo hai sabka paalanhaar Us bhagwaan ke badle kaise Le loon ye shaitaan aan Main nahin maanoonga Maati ke putle ko bhagwaan aan Tum chaaho to kaayar ban kar Sah lo ye apmaan aan Main nahin maanoonga Kitne kans aur kitne raawan Is dharti par aaye ae ae Kitne kans aur kitne raawan Is dharti par aaye ae Kisi dusht ke aage Prabhu ke bhakt na jhukne paaye Dharm rahaa hai Dharm rahega Prithvi par balwaan aan Main nahin maanoonga Maati ke putley ko bhagwaan Tum chaaho to kaayar ban kar Sah lo ye apmaan aan Main nahin maanoonga aa aa Main nahin maanoonga. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Nahin Maanoonga lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Datta Naik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.