Hawa Aane De (Title) by Kapil Sharma, Shaan, Shankar Mahadevan, Shiamak Davar, Sunidhi Chauhan song Lyrics and video
Artist: | Kapil Sharma, Shaan, Shankar Mahadevan, Shiamak Davar, Sunidhi Chauhan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | |
Lyricist: | |
Label: | Sony Music India |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Hawa Aane De (Title) lyrics, the song is sung by Kapil Sharma, Shaan, Shankar Mahadevan, Shiamak Davar, Sunidhi Chauhan from Hawa Aane De (2019). Hawa Aane De (Title) Philosophical soundtrack was composed by with lyrics written by . Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de atozlyric.com Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Kaala kaala aashmaan hai Baadal bhi maila hai Ghuthta hai dum yahan jo Dhuaan dhuaan faila hai Kaala kaala aashmaan hai Baadal bhi maila hai Ghuthta hai dum yahan jo Dhuaan dhuaan faila hai Factory ho, chemical ho, chulha ho ya car ho Pollution ki maar se bachhe kyun bimar ho Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Kyun tu yahan wahan kachra jalaata hai Maut ka kaala baadal aashman mein chaata hai Duwan faila ke tu khusiyan manaata hai Fashle kati kheto mein aag kyun lagata hai Chal hawa aane de Jara hawa aane de Paida hoti hare hare dream’e Kudrat deti hawa hawa free mein Humko uska mol nahi hai Jo bhi humein mile easy mein Mat ghoom tu aise haari mein Hawaon ko dekh jagah waari mein Aisa na ho zindagi khoo jaaye aapni Bekaar ke is harbadi mein Chal hawa aane de Jara hawa aane de Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Chiriyon ko panchiyon ko Aashman mein aane de Naye naye pedon pe Unhe ghosle banaane de Traffic mein aatki saanson ko Ghar unke jaane de Jehar ke maut na de aab to Jeene ke bahaane de Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de Thodi hawa aane de Taazi hawa ane de. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hawa Aane De (Title) lyrics in Hindi by Kapil Sharma, Shaan, Shankar Mahadevan, Shiamak Davar, Sunidhi Chauhan, music by . Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.