Bawla Sa Sapna by Mohit Chauhan song Lyrics and video
Artist: | Mohit Chauhan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pritam Chakraborty |
Lyricist: | Swanand Kirkire |
Label: | T-Series |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bawla Sa Sapna lyrics, the song is sung by Mohit Chauhan from Shaadi Ke Side Effects (2014). Bawla Sa Sapna Happy soundtrack was composed by Pritam Chakraborty with lyrics written by Swanand Kirkire. Aao ji aao suno Tumko sunaaun Ik sapne ki story Ki meri palkon Ki tapri ke neeche Woh rehta tha Sapna tapori Ambar mein udne ka Shauq usey tha Akal thi thodi Arey chupke se tupke se Karna woh chahta tha Moon ki chori Yeh bawla sa sapna Bada bawla sa sapna Meri maanta nahi hai Mera hi hai woh sapna atozlyric.com Yeh bavla sa sapna Bada bawla sa sapna Rukna kahaan hai aakhir Nahi jaanta tha sapna Sapne ka tha beta sapnu Pyara pyara bada dulara bola Papa aana jaldi jaldi Tum chanda laana Hadbadi mein gadbadi mein Sapna nikla sambhla phisla Udaa pahuncha pahuncha Chaand ke ghar gaya Woh raat thi amaawsi Chutti pe tha ji chanda Dabe paaon jo gaya tha Khaali haath lauta banda Yeh bawla sa sapna Bada bawla sa sapna Rukna kahaan hai aakhir Nahi jaanta tha sapna Hmm baadal baadal Ghoome paagal Sapnu ko ab kaise dikhaye Chehra chehra chehra Ya ya ye yeah apna chehra Tabhi sadak par dikha ek Ujla ujla pyara pyara Sheesha sheesha Sheehse mein usko Jaane kya dikha Sapnu ko jaa dikhaya Sheeshe mein uska chehra Bola mere pyaare sapnu Tu hi hai chaand apna Mera bawla sa sapna Bada bawla sa sapna Rukna kahaan hai aakhir Nahi jaanta tha sapna Yeh bawla sa sapna Bada baawla sa sapna Meri maanta nahi hai Mera hi hai woh sapna Yeh bawla sa sapna Bada bawla sa sapna Rukna kahaan hai aakhir Nahi jaanta tha sapna. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bawla Sa Sapna lyrics in Hindi by Mohit Chauhan, music by Pritam Chakraborty. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.