Jeena Hain To Jeena Hain by Anuradha Paudwal, Manhar Udhas song Lyrics and video

Artist:Anuradha Paudwal, Manhar Udhas
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Anand Bakshi
Label:Music India Limited
Genre:Happy
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jeena Hain To Jeena Hain lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Manhar Udhas from Jawaab (1985). Jeena Hain To Jeena Hain Happy soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.
Jeena hain to jeena hain
Marna hain to marna hain
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai
Apne naam pe jeena hain
Apne naam pe marna hain
Jeena hain to jeena hain
Marna hain to marna hain
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai
Apne naam pe jeena hain
Apne naam pe marna hain
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai
Aaj talak hum darte rahe
Chup kar aahe bharte rahe
Aaj talak hum darte rahe
Chup kar aahe bharte rahe
Marte hain ek roz sabhi
Roz magar hum marte rahe
Marte rahe
Maut se hamko darna nahi
Maut ke dar se darna hain
Aye dil hamne soch liya
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai
atozlyric.com
Bigdi yun takdire thi
Paon mein zanjeere thi
Bigdi yun takdire thi
Paon mein zanjeere thi
Aankho mein is jeevan ki
Berangi tasvire thi
Tasveere thi
Berangi tasveero mein
Rang ab hamne bharna hain
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hain
Ab hamko kya karna hain
Ab hamko kya karna hain.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jeena Hain To Jeena Hain lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Manhar Udhas, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.