Dekh Aasmaan Mein by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dekh Aasmaan Mein lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar from Shararat (1959). The music of Dekh Aasmaan Mein Masti track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. Dekh aasma me chand muskuraye Dekh wo sitare gagan me jhilmilaye Wo kah rahe hai pyar kar lo Pyar kar lo Wo kah rahe hai pyar kar lo Pyar kar lo Dekh aasma me chand muskuraye Dekh wo sitare gagan me jhilmilaye Wo kah rahe hai pyar kar lo Pyar kar lo Wo kah rahe hai pyar kar lo Pyar kar lo Baar baar marke hame yu nahi darao Baar baar marke hame yu nahi darao Marna ho to ek mar ke hi dikhao Jal humne aise juthe kayi dekhe hai Dil me kuch juba pe kuch Ye ishk wale dekhe hai Aaja jalim hame na yu satao Pyar ki ye bate hame nahi sikhao Kisi pe etbar karlo ha etbar karlo Pyar kar lo Dekh aasma me chand muskuraye Dekh wo sitare gagan me jhilmilaye Wo kah rahe hai pyar kar lo Pyar kar lo Wo kah rahe hai pyar kar lo Pyar kar lo atozlyric.com Tum bahar ban ke meri arzu pe cha gaye Tum bahar ban ke meri arzu pe cha gaye Jab khyal kar liya to samne tum aa gaye Mano ya na mao meri jindagi Ke hamsafar Ke dil me tum najar me tum Chhupe ho fir bhi bekhabar ho Ja ja ja jalim hame na yu satao Pyar ki ye bate hame nahi sikhao Kisi pe etbar karlo ha etbar karlo Pyar kar lo Dekh aasma me chand muskuraye Dekh wo sitare gagan me jhilmilaye Wo kah rahe hai pyar kar lo Pyar kar lo Wo kah rahe hai pyar kar lo Pyar kar lo. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dekh Aasmaan Mein lyrics in Hindi by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.