Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naushad Ali |
Lyricist: | Shakeel Badayuni |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Dil Diya Dard Liya (1966). Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain Playful soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni. Haa aa aa aa Dil haarne waale aur bhi hain Sarkaar deewaane Aur bhi hain ain Dil haarne waale aur bhi hain Sarkaar deewaane aur bhi hain Hum par hi chale kyun teer-e- nazar Hum par hi chale kyun teer-e-nazar Mehfil mein nishaane aur bhi hain atozlyric.com Ulfat ki ajab ye ae manzil hai Aaa aa aa aa ab dekhiye Kyaa kyaa kyaa Hota hai ae ae ae Ummeed ke gunchhe khilte hain Ummeed ke gunchhe khilte hain Yaa khoon-e- tamanna Haaa haaa aaa Yaa khoon-e-tamanna hotaa hai Ho khair muhabbatwaalon ki ee ee Ho khair muhabbatwaalon ki Dushwaar zamaane aur bhi hain Dil haarnewaale aur bhi hain Sarkaar deewaane aur bhi hain Dil ne to chupaayee Laakh magar Seene mein qayaamat Chhupp na saki ee ee ee Aankhon ne bharam sab khol diye Wallah muhabbat chhupp na saki Aankhon ne bharam sab haaaan haaa Aankhon ne bharam sab khol diye Wallah mohabbat chhupp na saki Sab dekhnewaale jaan gaye ae ae ae Sab dekhnewaale jaan gaye Kuchch dil ke fasaane aur bhi hain Hum par hi chale kyun teer-e-nazar Mehfil mein nishaane aur bhi hain Nazrein hon kissi par saaqi ki Mehfil se koi mehroom utthe Ik nagma- e-ulfat woh hi nahin Ik nagma- e-ulfat woh hi nahin Sunkar jisse duniyaa jhoom utthe Dil gaaye magar aaawaaz na ho Aaa aaa aaa aaa Dil gaaye magar aawaaz na ho Kuchch aise taraane aur bhi hain Hum par hi chale kyun teer-e-nazar Mehfil mein nishaane aur bhi hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Naushad Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.