Apne Kiye Pe Aaj by Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | |
Label: | Tips Music |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Apne Kiye Pe Aaj lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Apradhi (1992). The music of Apne Kiye Pe Aaj Motivational track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by . Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Apne kiye pe o bhagwan main Aaj bahut pachtaya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Apne kiye pe o bhagwan main Aaj bahut pachtaya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Apne kiye pe o bhagwan atozlyric.com Kiya nahin kiya ho nahin sakta Kiya nahin kiya ho nahin sakta Kon jatan kiya jaye Chala gaya jo samay Laut kar vapis kaise aaye Main kitna bebas hoon bas mein Kuch bhi kar na paya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jee chahe main ro ro ke Ye man ki aag bhujau Jee chahe main ro ro ke Ye man ki aag bhujau Itna rone ko main Itne aansoo kaha se laau Apne jaal aap fasa main Kaisa dhokha khaya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Apne kiye pe o bhagwan main Aaj bahut pachtaya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Apne Kiye Pe Aaj lyrics in Hindi by Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.