Shaam Se Aankh Mein by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video
Artist: | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Salil Chowdhury |
Lyricist: | Gulzar (Sampooran Singh Kalra) |
Label: | |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Shaam Se Aankh Mein lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Mitti Ke Dev (1968). The music of Shaam Se Aankh Mein Playful track is composed by Salil Chowdhury while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra). Shaam se aankh mein Nami nami si hai Shaam se aankh mein Nami nami si hai Aaj phir aap ki Kami kami si hai Shaam se aankh mein Nami nami si hai Ajnabi si hone lagi hain Aati jaati saanse Aansuon mein khadi huyi hain Roothi huyi si yaadein Ajnabi si hone lagi hain Aati jaati saanse Aansuon mein khadi huyi hain Roothi huyi si yaadein Aaj kyun raat yun Thami thami si hai Shaam se aankh mein Nami nami si hai atozlyric.com Patharon ke hothon pe Hamne naam taraasha apna Jaagi jaagi aankhon mein Bhar ke soya hua sa sapna Patharon ke hothon pe Hamne naam taraasha apna Jaagi jaagi aankhon mein Bhar ke soya hua sa sapna Aankh mein neend bhi Thami thami si hai Shaam se aankh mein Nami nami si hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Shaam Se Aankh Mein lyrics in Hindi by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Salil Chowdhury. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.