Sham Ke Rang Me Rang by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Label:Saregama
Genre:Devotional
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Sham Ke Rang Me Rang lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Patanga (1971). Sham Ke Rang Me Rang Devotion soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Prem bina bhakti nahi
Kyu mandir ma jaye
Man ka thakur pooj le
Jo mange so paye
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham
Manmohan ki preet me khoyi
Ratiya biti main nahi soyi
Manmohan ki preet me khoyi
Ratiya biti main nahi soyi
Ratiya biti main nahi soyi
Meri aradhana uska naam
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham
Ik najar ki main hu pyasi
Janam janam ki mai hu dasi
Ik najar ki mai hu pyasi
Janam janam ki main hu dasi
Janam janam ki main hu dasi
Ankhiya karti hai parnam
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham
Uski gali ko chhod du kaise
Preet ka nata tod du kaise
Uski gali ko chhod du kaise
Preet ka nata tod du kaise
Preet ka nata tod du kaise
atozlyric.com
Uski gali hai mera gaon
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Sham Ke Rang Me Rang lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.