Nathaniya Kaga Lekar Bhaga by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | Polydor Music |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Nathaniya Kaga Lekar Bhaga lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Chor Ke Ghar Chor (1978). The music of Nathaniya Kaga Lekar Bhaga Masti track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Verma Malik. Pakdo re pakdo Dhodo re dhodo Pakdo re pakdo Dhodo re dhodo Lekar uda abhaga arey kya Nathaniya Nathaniya kaga lekar bhaga Nathaniya kaga lekar bhaga Mai to gori mere pichhe Kala ambua laga Kala ambua laga Nathaniya kaga lekar bhaga Nathaniya kaga lekar bhaga Chandani chowk Se bade shok se Banwai nathaniya Chandani chowk Se bade shok se Banwai nathaniya Pahan ke jab mai gali se nikali Pichhe pad gayi duniya Kisi ne mera aanchal khincha Kisi ne pakdi kalai Kisi ne aisi nazar Milai mai to ghabrai Bhagi to gir gayi Bhagi to gir gayi Tut gaya nathaniya ka dhaga Nathaniya Nathaniya kaga Lekar bhaga Nathaniya kaga Lekar bhaga Jabse kho gayi Prem nishani Saiya mere ruth gaye Ho jabse kho gayi Prem nishani Saiya mere ruth gaye atozlyric.com Ek nathani ke pichhe dekho Sare bandhan tut gaye Ek nathani ke pichhe dekho Sare bandhan tut gaye Saiya ko jab gayi manane Dol gayi meri duniya Meri jagha uski baho me Baithi thi sotaniya Bhari jawani Bhari jawani me hi mujhko Jhatka aisa laga Nathaniya hoye Nathaniya kaga lekar bhaga Nathaniya nathaniya nathaniya Haye haye Nathaniya kaga lekar bhaga Nathaniya kaga lekar bhaga Hote mere pankh To mai ud ud jati Hote mere pankh To mai ud ud jati Mohe kale kaga Se nathaniya le aati Ab jo koi dhund ke Meri layega nathaniya Wohi mera sajan hoga Mai uski sajaniya Pyar se wohi Pyar se wohi bhandega Nathaniya ka dhaga Nathaniya Nathaniya kaga lekar bhaga Mai to gori mere pichhe Kala ambua laga Kala ambua laga Nathaniya kaga lekar bhaga Nathaniya kaga lekar bhaga. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nathaniya Kaga Lekar Bhaga lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.