Saqiya Sharab De by Harendra Khurana song Lyrics and video
Artist: | Harendra Khurana |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Harendra Khurana |
Lyricist: | |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Saqiya Sharab De lyrics, the song is sung by Harendra Khurana from Pyar Ki Baatein (2006). The music of Saqiya Sharab De Ghazal track is composed by Harendra Khurana while the lyrics are penned by . Rut badi haseen hain Tohfa e shabab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Rut badi haseen hain Tohfa e shabab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Uthi hain jhoomkar ghata Machalke tu bhi jaam utha Haseen rut ka wasta Nazar milake hosh utha Fizza bhi khush ghawaar hain Bahar hi bahaar hain Kali kali pe husn hain Ghulo pe bhi nikhaar hain Ye doar hain shabaab ka Haseen inqalaab ka Ye saaqi aise dor mein Tu jaam de sharaab ka atozlyric.com Sharaab mein wo rang ho Jawaan har umang ho Peelade is adda se tu Zamana saara tang ho Naseeb jo sanwaar de To husn lajawaab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Har ek jubaan pe saaqiya Tera hi aaj naam ho Peela peela peelaye jaa Peelana tera kaam ho Peela de aaj is kadar Nasha na utare umra bhar Na gham ka ho kis ko gham Woh masti o ka ho asar Badal de dore jaam mein Tu gardishe hayaat ka Tu ghol de sharaab mein Khushi ki kaynaat ko Na fikra kar gunaah ki Nahi gunaah main kashi Hain maikashi to saqiya Sharaabi o ki bandagi Na fikra kar hisaab ki Tu aaj behisaab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de Saqiya sharab de. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Saqiya Sharab De lyrics in Hindi by Harendra Khurana, music by Harendra Khurana. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.