Aashiq Nazar Ka by Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Venus Records |
Genre: | Dance, Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aashiq Nazar Ka lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle from Nyay Anyay (1990). Aashiq Nazar Ka Dance, Masti soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Aashiq nazar ka ya ho nazaro ka Ye sham hain sabke naam ki Khul kar kisi se ya phir isaro mein Rut hai salamo salam ki Aashiq nazar ka ya ho nazaro ka Ye sham hain sabke naam ki Khul kar kisi se ya phir isaro mein Rut hai salamo salam ki atozlyric.com Khule gagan chand khila Koi ise chand kahe Koi teri bindiya Bindiya mein dekho sanam Likha hain ye kiska naam Pucho jise hosh ho Apna to kissa tamam Bindiya mein dekho sanam Likha hain ye kiska naam Pucho jise hosh ho Apna to kissa tamam Ab tak jo tumse kah na saki Kahna hain wo ab tumse mujhe Ab tak jo tumse kah na saki Kahna hain wo ab tumse mujhe Chupke se kahna mujhko bhi hain Aaja bagal me le lu tujhe Tere bina jana kaha Shola teri bahe to Chingari meri bindiya Dekho ye chingariya Has has ke le kiska nam Bindiya me dekho sanam Likha hai ye kiska nam Mujhme jo tu hai main tujhme hoon Phir do badan do saye hai kyu Mujhme jo tu hai main tujhme hoon Phir do badan do saye hai kyu Dhadkan bhi ek aur sina bhi ek Phir tu mujhe tarsaye hai kyu Bolo piya bolo sajan Are kah to diya Tere bina nahi rahna Tere mere pyar Se rangin kaisi sham Pucho jise hosh ho Apna to kissa tamam Aashiq nazar ka ya ho nazaro ka Ye sham hai sabke nam ki Khul kar kisi se ya phir isaro mein Rut hai salamo salam ki Aashiq nazar ka ya ho nazaro ka Ye sham hai sabke nam ki Khul kar kisi se ya phir isaro mein Rut hai salamo salam ki. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aashiq Nazar Ka lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.