Na Kisi Ki Aankh Ka by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | S. N. Tripathi |
Lyricist: | Bahadur Shah Zafar |
Label: | Saregama |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Na Kisi Ki Aankh Ka lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Lal Quila (1960). Na Kisi Ki Aankh Ka Ghazal soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Bahadur Shah Zafar. Na kisi ki aankh ka noor hu Na kisi ki aankh ka noor hu Na kisi ke dil ka karar hu Jo kisi ke kaam na aa sake Main wo ek mushthe gubar hu Na kisi ki aankh ka noor hu atozlyric.com Na to main kisi ka habib hu Na to main kisi ka rakib hu Jo bigad gaya wo nasib hu Jo ujad gaya wo dayar hu Na kisi ki aankh ka noor hu Mera rang roop bigad gaya Mera yaar muhjse bichhad gaya Jo chaman fiza se ujad gaya Main usi ki fasle bahar hu Na kisi ki aankh ka noor hu Pay fatiha koi aaye kyo Koi char phool chadhaye kyo Koi aake shamma jalaye kyo Main wo bekasi ka majar hu Na kisi ki aankh ka noor hu Na kisi ke dil ka karar hu Jo kisi ke kaam na aa sake Main wo ek mushthe gubar hu Na kisi ki aankh ka noor hu. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Na Kisi Ki Aankh Ka lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by S. N. Tripathi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.