Jaane Kya Aapki by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain song Lyrics and video

Artist:Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Album: Single
Music:Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Lyricist:K.K. Singh Mayank
Label:Universal Music
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Jaane Kya Aapki lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Raaz-E-Ulfat (2002). Jaane Kya Aapki Ghazal soundtrack was composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain with lyrics written by K.K. Singh Mayank.
Jaane kya aapki aankhon ne kaha hain humse
Jaane kya aapki aankhon ne kaha hain humse
Aaj kal sheher mein har koi khafa hain humse
Jaane kya aapki
atozlyric.com
Jaise dekha hain humein aapne apna ban kar
Jaise dekha hain humein aapne apna ban kar
Badali badali si zamane ki hawa hain humse
Badali badali si zamane ki hawa hain humse
Aaj kal sheher mein har koi khafa hain humse
Jaane kya aapki
Raaze ulfat ko chhipaye huye kyun phirte ho
Raaze ulfat ko chhipaye huye kyun phirte ho
Aisa lagata hain koi zulm huaa hain humse
Aisa lagata hain koi zulm huaa hain humse
Aaj kal sheher mein har koi khafa hain humse
Jaane kya aapki
Shayad unko kahin dekha hain khile mosam mein
Shayad unko kahin dekha hain khile mosam mein
Zikra unka kahin phoolo ne kiya hain humse
Zikra unka kahin phoolo ne kiya hain humse
Aaj kal sheher mein har koi khafa hain humse
Jaane kya aapki.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jaane Kya Aapki lyrics in Hindi by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain, music by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.