Yeh Umar Yeh Mizaaj by Mahendra Kapoor, Parveen Saba song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor, Parveen Saba |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Master Sonik, Om Prakash Sonik |
Lyricist: | Kulwant Jani |
Label: | T-Series Music |
Genre: | Mujra |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Yeh Umar Yeh Mizaaj lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor, Parveen Saba from Zulm Ka Badla (1985). The music of Yeh Umar Yeh Mizaaj Mujra track is composed by Master Sonik, Om Prakash Sonik while the lyrics are penned by Kulwant Jani. Yeh umar yeh mizaaj Khuda khair kare Yeh umar yeh mizaaj Khuda khair kare Yeh umar yeh mizaaj Khuda khair kare Kiska hai qatl aaj Khuda khair kare Kiska hai qatl aaj Khuda khair kare Yeh umar yeh mizaaj Khuda khair kare Tune is dil pe aisa vaar kiya Teri chahat ne bekrar kiya Dhundhate dhundhte thikane par Aa gaye hum sahi nishani par Waqt ka aaj tu sikandar hain Ek toofan mere andar hain Mauj ko mauj se takrana hain Aag ko aag se bujana hain Tere liye hamne Mere banke sitam ghar Chhodi hai sharam laaj Khuda khair kare Chhodi hain sharam laaj Khuda khair kare Chhodi hai sharam laaj Khuda khair kare Kiska hai qatl aaj Khuda khair kare Kiska hain qatl aaj Khuda khair kare Khair kare khair kare Khair kare khair kare Yeh umar yeh mizaaj Khuda khair kare Abhi tak hasino jawan hain wo galiya Jaha hamne apni jawani luta di Mohabbat mein lut Jate hain deen iman Bada teer mara jawani luta di Yeh nazar yeh mizaaj Khuda khair kare Yeh nazar yeh mizaaj Khuda khair kare Hum pe hi chot aaj Khuda khair kare Hum pe hi chot aaj Khuda khair kare atozlyric.com Yeh nahin chot yeh hakikat hain Hamko sach bolne ki aadat hain Naam badla hai desh badla hain Teri khatir yeh bhesh badla hain Aa gaye aaj teri mehfil mein Le ke jajbaat yeh apne dil mein Sar tera aaj to jhukana hain Yeh tamasha tujhe dikhana hain Kon kisko jhukaye dekhenge Teri julfo ke saye dekhenge Yeh badan kanch ka bilori hain Ek resham ki kachi dori hain Isko ek baar jab bhi pakdenge Apni baho mein kash ke jakdenge Yeh chalan tera chhut jayega Har bharam tera tut jayega Hamko jhukane wale Tujhe yeh khabar bhi hai Kanto ka hain yeh taj Khuda khair kare Kanto ka hain yeh taj Khuda khair kare Kanto ka hain yeh taj Khuda khair kare Kiska hain qatl aaj Khuda khair kare Kiska hain qatl aaj Khuda khair kare Yeh umar yeh mizaaj Khuda khair kare Kaise maidan mein tu aayegi Bol kis tarah aajmayegi Faize ijhar mein kya rakha hain Chhod takrar mein kya rakha hain Phir bata aage kya irada hain Pura hoga yeh apna wada hain Pyar ki dil mein pyas rakhta hain To us se milne ki aas rakhta hain Tune is dil ki baat kah di hain Apne hotho ke saaj kehti hain Raat ko aankh khuli fijao mein Chand ki thandi thandi chanv mein Un fijao mein bol kya hoga Un hawao mein bol kya hoga Apni baho ka sahara dungi Tujhko jannat ka ishara dungi Hum hain wo masiha Tere har ek rog ka Kar denge ab ilaj Khuda khar kare Kar denge ab ilaj Khuda khar kare Kar denge ab ilaj Khuda khar kare. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yeh Umar Yeh Mizaaj lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, Parveen Saba, music by Master Sonik, Om Prakash Sonik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.