Main Tera Raja Hoon by Alka Yagnik, Amit Kumar song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Amit Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naresh Sharma |
Lyricist: | Sameer |
Label: | T-Series |
Genre: | Dance |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Main Tera Raja Hoon lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Amit Kumar from Teri Talash Mein (1990). Main Tera Raja Hoon Dance soundtrack was composed by Naresh Sharma with lyrics written by Sameer. Main tera raja hoon tu meri rani Khil ke mehkane lagi hai jawani Mujhko zara dekh mud ke deewani Gair nahi tera deewana hai Baaho mein aaja sharma ke na ja Baaho mein aaja sharma ke na ja Mausam bada hi suhana hai Kaisa deewana kaha ki deewani Kahe banata hai jhuthi kahani Tujhko na dungi main pyar ki nishani Khel nahi dil ka lagana hai Bhawaro ke raja ja dur na ja ja Bhawaro ke raja ja dur na ja ja Mujhe nahi baato mein aana hai Main tera raja hoon tu meri rani Kaisa deewana kaha ki deewani Chatak matak choli chatak Pehan ke tu aayi Satak satak yaha se satak Bhatak na har jayi Jhatak jhatak zulfen jhatak Jaaye kaha matwali Latak latak dekhe mujhe kyu Raste chhodo mawali Main tera dil wala Dil tera hai kala Maine tujhe khub jana hai Main tera raja hoon tu meri rani Kahe banata hai jhuthi kahani Mujhko zara dekh mud ke deewani Khel nahi dil ka lagana hai Baaho mein aaja ja dur na ja ja Baaho mein aaja ja dur na ja ja Mujhe nahi baato mein aana hai Main tera raja hoon tu meri rani Kaisa deewana kaha ki deewani Pakad pakad pallu na pakad Dungi main to duhayi Akad akad aise na akad Chhodu na main kalayi Jhakad jhakad mujhe na jhakad Raaho mein pa ke akale Bigad bigad ab na bigad Baaho mein mujhe tu lele Kahe tu are mane na Hey mujhko tu hey hey jaane na Pyar mera barso purana hai Kaisa deewana kaha ki deewani Kahe banata hai jhuthi kahani Tujhko na dugi mai pyar ki nisani Khel nahi dil ka lagana hai Bhawro ke raja ja dur na ja ja Bhawro ke raja ja dur na ja ja Mujhe nahi baato mein aana hai atozlyric.com Main tera raja hoon tu meri rani Khil ke mehkane lagi hai jawani Mujhko zara dekh mud ke deewani Gair nahi tera deewana hai Baaho mein aaja sharma ke na ja Baaho mein aaja sharma ke na ja Mausam bada hi suhana hai Main tera raja hoon tu meri rani Kaisa deewana kaha ki deewani. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Tera Raja Hoon lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Amit Kumar, music by Naresh Sharma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.