Qanoon by Satinder Sartaaj song Lyrics and video
Artist: | Satinder Sartaaj |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Beat Minister |
Lyricist: | Satinder Sartaaj |
Label: | Saga Music |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2021-01-04 |
Lyrics (English)
Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Ab tak mudde bigade hi hai Aafat aur bawalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Bahut se aise waakyat jo Jo pehli baar hi hote hain Bahut se aise haadsaat jo Jo pehli baar hi hote hain Bahut se aise waakyat jo Jo pehli baar hi hote hain Bahut se aise haadsaat jo Jo pehli baar hi hote hain Unmein galat sahi ab kaise Saabit kare hawalo se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Ab tak mudde bigade hi hai Aafat aur bawalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Khel zindagi ke na Jeete gaye kabhi chalaki se Na hi jyada kam diliyon se Aur na hi bebaaki se Khel zindagi ke na Jeete gaye kabhi chalaki se Na hi jyada kam diliyon se Aur na hi bebaaki se Yeh baazi paichida hai Shayad satranz ki chalo se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Ab tak mudde bigade hi hai Aafat aur bawalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Yun to chahe khoob risale chapo Aur mazmoon likho Halla karke akhbaron se Chahe phir qanoon likho Yun to chahe khoob risale chapo Aur mazmoon likho Halla karke akhbaron se Chahe phir qanoon likho Hal to aakhir niklenge Bunyadi asal sawalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Ab tak mudde bigade hi hai Aafat aur bawalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se atozlyric.com Waise to agar soche to Sab kagaz ke farman hi hain Kuwwat hai mehdudh kyonki Munsif bhi insaan hi hai Waise to agar soche to Sab kagaz ke farman hi hain Kuwwat hai mehdudh kyonki Munsif bhi insaan hi hai Khoon tapkata dekha hai Insaaf ke butt ki gaalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Ab tak mudde bigade hi hai Aafat aur bawalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Palak jhapakte duniya badle Aisa hua na hoga bhi Zimmedaar barabar ke hai Sadar bhi aur daroga bhi Palak jhapakte duniya badle Aisa hua na hoga bhi Zimmedaar barabar ke hai Sadar bhi aur daroga bhi Zara zara se farak padenge Inn sartaaj khayalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Ab tak mudde bigade hi hai Aafat aur bawalon se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se Meri ek guzarish hai Qanoon banane walo se. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Lyrics (Hindi)
QANOON LYRICS IN HINDI: कानून, The song is sung by Satinder Sartaaj and released by Saga Music label. QANOON is a Philosophical song, composed by Beat Minister , with lyrics written by Satinder Sartaaj . मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से अब तक मुद्दे बिगड़े ही है आफत और बवालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से बहुत से ऐसे वाकयात जो जो पेहली बार ही होते है बहुत से ऐसे हादसात जो जो पेहली बार ही होते हैं बहुत से ऐसे वाकयात जो जो पेहली बार ही होते है बहुत से ऐसे हादसात जो जो पेहली बार ही होते है उनमें गलत सही अब कैसे साबित करे हवालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से अब तक मुद्दे बिगड़े ही है आफत और बवालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से खेल ज़िंदगी के ना जीते गए कभी चालाकी से ना ही ज्यादा कम दिलियों से और ना ही बेबाकी से खेल ज़िंदगी के ना जीते गए कभी चालाकी से ना ही ज्यादा कम दिलीयों से और ना ही बेबाकी से ये बाज़ी पेचीदा है शायद सतरंज की चलो से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से अब तक मुद्दे बिगड़े ही है आफत और बवालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से यूं तो चाहे खून रिसाले छापो और मज्मून लिखो हल्ला करके अखबारों से चाहे फिर कानून लिखो यूं तो चले खूब रिसाले छापो और मज्मून लिखो हल्ला करके अखबारों से चाहे फिर कानून लिखो भारतलिरिक्स.कॉम हल तो आखिर निकलेगा बुनयादी असल सवालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से अब तक मुद्दे बिगड़े ही है आफत और बवालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से वैसे तो अगर सोचे तो सब कागज़ के फरमान ही हैं कुव्वत ही मेहदूद क्योंकि मुंसिफ़ भी इंसान ही है वैसे तो अगर सोचे तो सब कागज़ के फरमान ही हैं कुव्वत ही मेहदूद क्योंकि मुंसिफ़ भी इंसान ही है खून टपकता देखा है इंसाफ के बुत्त की गालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से अब तक मुद्दे बिगड़े ही है आफत और बवालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से पलक झपकते दुनिया बदले ऐसा हुआ ना होगा भी जिम्मेदार बराबर के है सरदार भी और दरोगा भी ज़रा ज़रा से फरक पड़ेंगे इन्न सरताज ख़यालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से अब तक मुद्दे बिगड़े ही है आफत और बवालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से मेरी एक गुजारिश है कानून बनाने वालों से.
About: Qanoon lyrics in Hindi by Satinder Sartaaj, music by Beat Minister. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.