Duniya Ke Iss Chaman Ka by Aparna Mayekar, D.S. Ruben song Lyrics and video
Artist: | Aparna Mayekar, D.S. Ruben |
---|---|
Album: | Single |
Music: | D.S. Ruben |
Lyricist: | Aparna Mayekar |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Duniya Ke Iss Chaman Ka lyrics, the song is sung by Aparna Mayekar, D.S. Ruben from Ashiyan-E- Ghazal (2001). The music of Duniya Ke Iss Chaman Ka Ghazal track is composed by D.S. Ruben while the lyrics are penned by Aparna Mayekar. Duniya ke iss chaman ka Tu aisa gulaab hai Tera nahin jahaan Mein koi jawaab hai Duniya ke iss chaman Ka tu aisa gulaab hai Tera nahin jahaan Mein koi jawaab hai Duniya ke iss chaman ka Tu ek kitaabe husn hai Aalam mein bemisaal Tu ek kitaabe husn hai Aalam mein bemisaal Tera har ek baabe Sukhan la jawaab hai Tera nahin jahaan Mein koi jawaab hai Duniya ke iss chaman ka atozlyric.com Dekhein na kyon tujhe Koi hasrat se baar baar Dekhein na kyon tujhe Koi hasrat se baar baar Aankhon mein tere saagaron Raamo sharaab hai Tera nahin jahaan Mein koi jawaab hai Duniya ke iss chaman ka Mehfil mein shor hai ke Qayamat na ho kahin Mehfil mein shor hai ke Qayamat na ho kahin Chehre se aaj tune Uthaya naqaab hai Tera nahin jahaan Mein koi jawaab hai Duniya ke iss chaman ka Guzra hai aaj husn ki Mehfil se tu kahin Guzra hai aaj husn ki Mehfil se tu kahin Aaya tera kalaam mein Jo ye shabaab hai Tera nahin jahaan Mein koi jawaab hai Duniya ke iss chaman Ka tu aisa gulaab hai Tera nahin jahaan Mein koi jawaab hai Duniya ke iss chaman ka. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Duniya Ke Iss Chaman Ka lyrics in Hindi by Aparna Mayekar, D.S. Ruben, music by D.S. Ruben. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.