Dekha Na Kabhi Hamne by Krishna Kalle song Lyrics and video
Artist: | Krishna Kalle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Iqbal Qureshi |
Lyricist: | Kaifi Azmi |
Label: | Saregama |
Genre: | Mujra |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dekha Na Kabhi Hamne lyrics, the song is sung by Krishna Kalle from Shan E Khuda (1971). The music of Dekha Na Kabhi Hamne Mujra track is composed by Iqbal Qureshi while the lyrics are penned by Kaifi Azmi. Dekha na kabhi hamne Apna hai ke begana Jab aaya koi pyasa Chalka diya paymana Dekha na kabhi hamne Apna hai ke begana Apna hai ke begana Jab aaya koi Pyasa chalka diya paymana Chalka diya paymana Dekha na kabhi hamne Lo dhund hi li manjil Lo dhund hi li manjil Bhatke hue rahi ne Us rah me maszid Thi is rah me maykhana Is rah me maykhana Dekha na kabhi hamne Ha yuhi to aate the Ha yuhi to aate the Khwabo ke khyalo me Bechain hai ye ghunghru Jab se tumhe pahchana Jab se tumhe pahchana Dekha na kabhi hamne atozlyric.com Tum apni mohabbat ka Tum apni mohabbat ka Hamse na karo dawa Sab shama ke ghar Jaye tab jalta hai parwana Tab jalta hai parwana Dekha na kabhi Hamne apna hai ke begana Apna hai ke begana Jab aaya koi Pyasa chalka diya paymana Chalka diya paymana Dekha na kabhi hamne. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dekha Na Kabhi Hamne lyrics in Hindi by Krishna Kalle, music by Iqbal Qureshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.