Laal Neeli Peeli Sharmeeli Titli by Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Harbans Lal |
Lyricist: | Naqsh Lyallpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Laal Neeli Peeli Sharmeeli Titli lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra from Black Shadow (1961). The music of Laal Neeli Peeli Sharmeeli Titli Playful track is composed by Harbans Lal while the lyrics are penned by Naqsh Lyallpuri. O laal neeli peeli sharmeeli titli Arre kaali kaali aankhon mein chhupaake bijli Dil kiska jalaane ko chali Dil kiska jalaane ko chali ye Dil kiska jalaane ko chali ee ee atozlyric.com Dekhta hai kaun mujhe Aankhen phhod phhod ke ae Chhod de deewaane ye Bahaane chhed chhaad ke Rok le jubaan bura hoga haan Rok le jubaan bura hoga haan Jo tere munh se aisi waisi baat nikli Haay laal neeli peeli sharmeeli titli O kaali kaali aankhon mein chhupaa ke bijli Dil kiska jalaane ko chali O dil kiska jalaane ko chali ee ee Thhodi si jo pi li teri ankhiyon ke Jaam se ae ae dil ye pukaara haaye Ham gaye kaam se O meri phhuljhhadi ye haseen ghadi O meri phhuljhhadi ye haseen ghadi Keh rahi hai chhed koi baat pyaar ki O laal neeli peeli sharmeeli titli O kaali kaali aankhon mein chhupaa ke bijli Dil kiska jalaane ko chali ye Dil kiska jalaane ko chali ee ee Mera gussa hai bura Na rok mera raasta aa o ruk bhi jaa Ke tujh ko mere pyaar ka hai waasta Arre mera gussa hai bura Na rok mera raasta aa o ruk bhi jaa Ke tujh ko mere pyaar ka hai waasta Ghoorta hai kya ye mujhe bata Ghoorta hai kya ye mujhe bata Dekh mujhko kyun teri nigaah phisli Haay laal neeli peeli sharmeeli titli O kaali kaali aankhon mein chhupaake bijli Dil kiska jalaane ko chali. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Laal Neeli Peeli Sharmeeli Titli lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra, music by Harbans Lal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.