Maangti Hoon Sajan by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pankaj Bhatt |
Lyricist: | Shyam Raj |
Label: | Venus |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Maangti Hoon Sajan lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Agneekaal (1990). The music of Maangti Hoon Sajan Love track is composed by Pankaj Bhatt while the lyrics are penned by Shyam Raj. Mangti hoon sajan mangti hoon Sajan bas ek bar tujhse Meri mang main bharungi Tere naam mere Sajan sato janam tak Kya kahun main janam Kya kahun main janam Teri mang se hi roshan Mere pyar ki ye duniya Mera naam tujhko Dunga sato janam tak Magti hoon sajan Mujhko chhu kar tere labo ne Dil mein meethi pyas jagayi Mujhko chhu kar tere labo ne Dil mein meethi pyas jagayi Tere badan ke khusbu ne to Phoolo ki bhi neend churayi Ho gayi main aise Ho gayi main aise Nadiya sagar mein jaise Meri mang main bharungi Tere naam mere Sajan sato janam tak Mangati hoon sajan atozlyric.com Sarmili dulhan ki khatir Sanso ne chedi sahnayi Sarmili dulhan ki khatir Sanso ne chedi sahnayi Baras rahe ambar se moti, Pariyo ne hai sej sajayi Deewana ho jau Deewana ho jau Teri ankho mein kho jau Eye meri zindgani mera naam Tujhko dunga sato janam tak Mangti hoon sajan Tune diya hai pyar ka bandhan Banhan nibhana sato janam tak Tune diya hain pyar ka bandhan Banhan nibhana sato janam tak Pyar ka bandhan janmo ka Bandhan tute na Ye janam janam tak Is janam mein ye wada Is janam mein wada adhura Rah jaye to intezaar karna Mere pyare pyare Sajan agle janam tak Kya kahun main janam Kya kahun main janam Teri mang se hi roshan Mere pyar ki ye duniya mera Naam tujhko dunga sato janam tak Tere naam mere sajan sato janam tak Tere naam mere sajan sato janam tak. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Maangti Hoon Sajan lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, music by Pankaj Bhatt. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.