Ik Dusre Ki Neend by Ashok Khosla song Lyrics and video
Artist: | Ashok Khosla |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Kuldeep Singh |
Lyricist: | Qateel Shifai |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ik Dusre Ki Neend lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Obsession (2001). The music of Ik Dusre Ki Neend Ghazal track is composed by Kuldeep Singh while the lyrics are penned by Qateel Shifai. Ik dusre ki neend chura ne ki raat hain Ik dusre ki neend chura ne ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Ik dusre ki neend chura ne ki raat hain Ik dusre ki neend chura ne ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Jo kuchh mila humein Woh kahin humse kho na jaae Jo kuchh mila humein Woh kahin humse kho na jaae Hum so gaye to dar hain Ke takdeer so na jaaye Ye tere mere jashn mane ki raat hain Ye tere mere jashn mane ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Tu mere rubaru hain to main tererubaru Tere badan se mere badan ki hai gufatgu Tu mere rubaru hain to main tererubaru Tere badan se mere badan ki hai gufatgu Ye do dilo mein pyar badhane ki raat hain Ye do dilo mein pyar badhane ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain atozlyric.com Mehsoos ho rahi hain jo thandi si ek jalan Mehsoos ho rahi hain jo thandi si ek jalan Nikalega is se aur jawaani ka baak pan Jazbaat mein ye aag laga ne ki raat hain Jazbaat mein ye aag laga ne ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Ik dusre ki neend chura ne ki raat hain Ik dusre ki neend chura ne ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain Ye raat jaagne ki jagane ki raat hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ik Dusre Ki Neend lyrics in Hindi by Ashok Khosla, music by Kuldeep Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.