Mausam Lehra Gaya by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Mohinder Singh Sarna |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mausam Lehra Gaya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Picnic (1966). Mausam Lehra Gaya Romantic soundtrack was composed by Mohinder Singh Sarna with lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Mosam lahra gaya nasha chha gaya Milte hi nigaha dil chala gaya Jata hai jane de Lala laru lalaru Lala laru lalaru Lala laru lalaru Mosam lahra gaya nasha chha gaya Dil hua diwana tumpe aa gaya Aata hai aane de atozlyric.com Mastiyo ki raat hai Magar nayi nayi Chal jara sambhal ke thes na lage kahi Mastiyo ki raat hai Magar nayi nayi Chal jara sambhal ke thes na lage kahi Jhum jhum dol sanam Kyu sambhalta hai kadam Jhum jhum dol sanam Kyu sambhalta hai kadam Thokar khayenge Lala laru laru laru Lala laru laru laru Lala laru laru laru Mosam lahra gaya nasha chha gaya Dil hua diwana tumpe aa gaya Aata hai aane de Nachte hue hum vadiyo me chal pade Is taraf chale kabhi udher nikal pade Nachte hue hum vadiyo me chal pade Is taraf chale kabhi udher nikal pade Kis tarah se pi pade Kis tarah se jam lade Kis tarah se pi pade Kis tarah se jam lade Sir takrane de Lala laru laru laru Lala laru laru laru Lala laru laru laru Mosam lahra gaya nasha chha gaya Milte hi nigaha dil chala gaya Jata hai jane de Phul ki tarah pyar me khile hai hum Aaj ki bahar tere dam pe hai sanam Phul ki tarah pyar me khile hai hum Aaj ki bahar tere dam pe hai sanam Rut hai meri aanchal ki Julaf chhayi badal ki Rut hai meri aanchal ki Julaf chhayi badal ki Badal chhane de Lala laru laru laru Lala laru laru laru Lala laru laru laru Mosam lahra gaya nasha chha gaya Dil hua diwana tumpe aa gaya Lala laru laru laru Lala laru laru laru Lala laru laru laru. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mausam Lehra Gaya lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Mohinder Singh Sarna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.