Gairon Pe Karam by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
Lyricist: | Sahir Ludhianvi |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Gairon Pe Karam lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Ankhen (1968). The music of Gairon Pe Karam Sad track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi. Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Rehne de abhi thoda sa bharam Eh jan-e-wafa ye zulm na Kar ye zulm na kar Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Ham chahne wale hain tere Yu hamko jalana thhik nahi Mehfil mein tamasha ban Jaye is darja satana thhik nahi Is darja satana thhik nahi Mar jayenge ham mit jayenge ham Eh jan-e-wafa ye zulm na Kar ye zulm na kar Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Ye zulm na kar Gairo ke thirakate shaano par Ye haath ganvaaraa kaise kare Gairo ke thirakate shaano par Ye haath ganvaaraa kaise kare Har baat gavaaraa hai lekin Ye baat gavaaraa kaise kare Ye baat gavaaraa kaise kare Tujh ko terii bedardii ki qasam Ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar Gairon pe karam apano pe sitam Ai jaan-e-vafaa ye zulm na Kar ye zulm na kar atozlyric.com Ham bhi the tere manzur-e-nazar Ji chaha to ab iqrar na kar Sau tir chala sine pe magar Begano se milkar war na kar Begano se milkar war na kar Be-maut kahi mar jaye na ham Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Gairon pe karam apano pe sitam Ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar Rehne de abhi thoda sa bharam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Ye zulm na kar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Gairon Pe Karam lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Ravi Shankar Sharma (Ravi). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.