Pyaar Ka Jashn (Title) by Roop Kumar Rathod song Lyrics and video

Artist:Roop Kumar Rathod
Album: Single
Music:Roop Kumar Rathod
Lyricist:
Label:Saregama
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Pyaar Ka Jashn (Title) lyrics, the song is sung by Roop Kumar Rathod from Pyaar Ka Jashn (2003). The music of Pyaar Ka Jashn (Title) Ghazal track is composed by Roop Kumar Rathod while the lyrics are penned by .
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga
Meri gardan teri sandli
Baaho ka yeh haar
Abhi aansu the in aankho
Mein abhi itna khumaar
Meri gardan teri sandli
Baaho ka yeh haar
Abhi aansu the in aankho
Mein abhi itna khumaar
Main na kehata ke mere
Ghar mein bhi aaye gi bahar
Shart itni thi ke pehale
Tujhe aana hoga
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga
atozlyric.com
Kaapte hotho pe paimane
Wafa kya kehana
Tujhko laayi hai kaha
Lafzishe paa kya kehana
Kaapte hotho pe paimane
Wafa kya kehana
Tujhko laayi hai kaha
Lafzishe paa kya kehana
Mere ghar mein tere mukhde
Ki ziyaat kya kehana
Aaj har ghar ka diya
Mujhko jalana hoga
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Pyaar Ka Jashn (Title) lyrics in Hindi by Roop Kumar Rathod, music by Roop Kumar Rathod. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.