Brahma by Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Kids |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Brahma lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Shaadi Ke Baad (1972). The music of Brahma Kids track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Brahma o brahma deva o deva Brahma o brahma deva o deva Brahma o brahma deva o deva Dede ek nari sundar si Brahma o brahma deva o deva Dede ek nari sundar si Mujhe dulha bana meri shadi kara Din raat mai tere gun gaau ga Biwi bin to ek din Mai kha ke zahar mar jauga Brahma o brahma deva o deva Dede ek nari sundar si Hirani si chaal ho Resham se baal ho Resham se baal ho phulo se gaal Dekhe hai jahan ho ke hairan Sun o bhagwan Chanchal ho aisi ho pariyo jaisi Mere hone vale bacho ki amma Brahma o brahma deva o deva Dede ek nari sundar si Brahma o brahma deva o deva Brahma o brahma deva o deva Teri vinti sunli maine sun o brahmchari Tere liye mai le ke aaya Ye sundar nari Teri vinti sunli maine sun o brahmchari Tere liye mai le ke aaya Ye sundar nari Ye ang sang tere dolegi Kabhi aage se nahi bolegi Tu dekhta hi rah jayega Jab gori ghunghat kholegi Khub karegi teri sewa parano se pyari Tere liye mai le ke aaya Ye sundar nari Jai ho parubhu Jab tak ji jaan hai bhagwan Tujhko yaad karunga Ek din me soo bar Mai tera dhnayevad karunga Brahma o brahma deva o deva Brahma o brahma deva o deva Gori o gori jara ghunghat ko khol Jara mukh se to bol Gori ghunghat to khol Jara mukh se to bol Mai hu tera gulam Kya hai ri tera naam Bol kya hai tera naam Apne pritam ke sath nahi ki ek baat Tere sir ki kasam Aisi bhi kya sharam Ari ha ya na jnab kuch to de jawab Hai tu hai gungi Chal hat chal hat Arey o bhagwan karte ho majak Apne bhagato se Ye to mati ka but hai Ise jan de de Is bejuban ko juban de de Muh se kuch na kahe to achi bat hai Orat chup hi rahe to achi bat hai Muh se kuch na kahe to achi bat hai Orat chup hi rahe to achi bat hai atozlyric.com Bhagat batuni orat ke sath Mardo ka gujara asambhav hai Iski chinta aap mat karo parbhu Vo chhoad do mujh par mai dekh lunga Acha bhagat jaise tere sanjog Ja karmo ko bhog Hat chhoado balam mere fute karam Hat chhoado balam mere fute karam Kaisi shadi hui barbadi hui Nayi sarri nayi gadi mera gajara Mera kajara la la Managa ? Do char Managa sone ka haar Managa ? Do char managa sone ka haar Karenge pyar kal aaj hotal me chal Sher mujhko kara koi picture dikha Kahti khsama nu kha Ye sab ager nahi to mujhe de de talak Chabi ghar ki sambhal Mai chali vapas bhopal Mai chali vapas bhopal Mai chali vapas bhopal Brahma o brahma deva o deva Kaisi ye nari sundar si Brahma o brahma deva o deva Kaisi ye nari sundar si Jaan meri bacha ise tu chup kara Din rat mai tere gun gaau ga Gungi bhali thi juba is ki chali to Mai kha ke zahar mar jaunga Brahma o brahma deva o deva Kaisi ye nari sundar si Brahma o brahma deva o deva Hu bhula apne brahma ko Aaj usko bhi dekh leti hu Dunia ka nirman to mai kar sakta hu Khali jholi moti se bhar sakta hu Mai tufa ko rok du Mai barkha ko tham lu Parantu is agani Manad nahi mai kar sakta Orat ka muh banad nahi mai kar skta Orat ka muh banad nahi mai kar skta Bachao bachao Orat ka muh banad nahi mai kar skta. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Brahma lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.