Baajre Ke Khet Mein by song Lyrics and video

Artist:
Album: Single
Music:
Lyricist:
Label:
Genre:Item Songs
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Baajre Ke Khet Mein lyrics, the song is sung by from Reshma Aur Sultan (2002). Baajre Ke Khet Mein Item Numbers soundtrack was composed by with lyrics written by .
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Choch marke bali todi
Kaav kaav chillaya re
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Ho baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Choch marke bali todi
Kaav kaav chillaya
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Din mein bairi khet mein aaye
Raat ko chhat pe bole
Dekh ke mera roop suhana
Manwa chhati dole
Din mein bairi khet mein aaye
Raat ko chhat pe bole
Dekh ke mera roop suhana
Manwa chhati dole
Lakh udaya maine
Lekin ye nahi ud paya
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Ho baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Choch marke bali todi
Kaav kaav chillaya
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
atozlyric.com
Kal ki baat sunau meri
Subah se dikhe laga
Mauka pakar ye balo ka
Gajra lekar bhaga
Kal ki bat sunau meri
Subah se dikhe laga
Mauka pakar ye balo ka
Gajra lekar bhaga
Ho ye lagta hai ye kauwa
Prem nagar se aaya hua
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Ho baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Choch marke bali todi
Kaav kaav chillaya
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Baajre Ke Khet Mein lyrics in Hindi by , music by . Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.